Abb Bolte hue WORDS Ki Nahi Hogi Kami

Ek hi word ko repeatedly use karna ya fir ek particular feel ko express karne k liye sahi word ka na malum hona iss se saamne wale par humara impression achha nahi padta aur isse miscommunication bhi hota hai. Isiliye humari word power bahut achhi honi chahiye taaki hum sahi jageh par sahi shabd ka istemaal karen aur apni baat ko achhe se express kar paayen.

 

Iss vocabulary course mein 2 modules hai, jisme basic se advanced level kay words diye gaye hai. 

alag-alag video lessons mein alag-alag category of vocabulary hai, jaise:

 

Idioms, Phrases, Types of Persons, Fixed Expressions, Sayings kay alawa aur bhi categories ki vocabulary di gayi hai.

 

Har module me terms ko detail me samjhaane k sath aapko PDFs bhi milte hai aur apki progress jaanne k liye apko Test bhi milta hai.

 

Har word ko examples kay sath details mein samjhaya gya hai, iss tareh se vo word apke mind mey achhe se save ho jata hai aur apko daily use mein uss word ko kese use karna hai yeh achhe se clear ho jata hai.

 

To abb limited words kay daayre se bahar nikliye aur yeh Vocabulary course buy karke apni English ko impressive and exact banaiye!

Spoken English Vocabulary Course

6 Months ke liye
5000
799
  • Basic se Advance Level
  • Videos
  • PDFs
  • Certificate
Back to top button
error: Content is protected !!